Pages

Iss Kalaam Ke Baad........

Iss Kalaam Ke Baad........
Main Ne Aap Se Aap Ko Hi Maanga,
To Aap Muskuraa Diye......

Aap Yeh Bhi To Keh Sakte The,
Apni CheezeiN Maanga Nahi Karte......
Ab Aur Koi Maqaam Nahi iss Maqaam Ke Baad....
Dil Dhadakta Hai Ab Sirf Tere Naam Ke Baad....

Tera Saath Hi Mere Liye Shareek-e-Manzil Hai....
Kuch Nahi Chahiye Mujhe Iss Inaam ke Baad....

Saath Reh Kar Pathjad MeN Bahaar Ka Intezar Kiya....
Yeh Umeed Thi, Subeh Aati Hai Har Shaam Ke Baad....

Kuch Bhi To Nahi Badla Dekho Aaj Bhi Sab Waheen Hai....!!
Mehak Uth Thi Hai Meri Har Subeh, Tere Salaam Ke Baad....

Ek Berang Si Tasveer Mein Tumne Har Rang Bhar Diye...!!!
Jee Uthee Zindagi, Mohabbat Ke Uss Pehle Payaam Ke Baad....

Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai Mujhe Ehh Humdum....!!
Tujhe Hi Sochta Hun Iss Kalaam Se Pehle, Iss Kalaam Ke Baad........

Woman brutally attacked in an ATM in Bangalore - Viewer Discretion Warranted!

Woman brutally attacked in an ATM in Bangalore - Viewer Discretion Warranted!
Woman brutally attacked in an ATM in Bangalore - Viewer Discretion Warranted!

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome
Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome
 
Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Now This is Really Awesome

Haan Maine Pyaar Kiya

Haan Maine Pyaar Kiya
Yeh Meri Zindagi Ki Sabse Badi Khwaish Hai Sanam...
Kaash Tum Rehte Mere Paas, Meri Saanson Ki Tarah..!!

Har kadam,Har Raah MeN Sirf Tera Intezaar Kiya....
Kabhi Jhuki Hui Palkon Se bhi Tera Deedar Kiya....


Mumkin Nahi Tujhse,Tere Do Pal Bhi Chura Sakoon....
Sach Kehta Hoon,Yaad Tujhe Dil Ne Baar Baar Kiya....

Tujhe Dekhkar Mohabbat Naa Ho,Yeh Mumkin Bhi Nahi...!!
Dil Ne Khata Ki,Saza Mein Sirf Khud Ko Bekaraar Kiya....

Yakeen Hai Mujhe Ke Koi Tujhsa Nahi Iss Jahaan MeN....
Kabhi Khud Se Zyaada Bhi Tujhpar maine Aitbaar Kiya....

Kya Mohabbat Ko Lafzon MeN Bayaan karna zaruri Hai...??
Gar Hai...To Yeh Sach Hai......'Haan Maine Pyaar Kiya'.....